Which are Popular Amitabh Bachchan Dialogues?

Share

Here are the best Amitabh Bachchan Dialogues that become popular:

“Hum bhi vo hai jo kabhi kisi ke peeche nahi khade hote… jaha khade ho jate hai, line wahi se shuru hoti hai,” – ‘Kaalia’ (1981)

“Parampara, Pratishtha, Anushasan. Ye is gurukul ke teen stambh hai. Ye wo aadarsh hain jinse hum aapka aane waala kal banaate hain,” – ‘Mohabbatein’ (2000)

“Na sirf ek shabd nahi … apne aap mein ek poora vakya hai … isse kisi tarakh, spashtikaran, explanation ya vyakhya ki zaroorat nahi hoti … na ka matlab na hi hota hai,” – ‘Pink’ (2016)

“Don ka intezaar toh gyarah mulkon ki police kar rahi hai. Lekin Don ko pakadna mushkil hi nahin, naamumkin hai,” – ‘Don’ (1978)

“Keh Diya Na, Bas Keh Diya,” – ‘Kabhi Khushi Kabhie Gham’ (2010)

“Rishte mein toh hum tumhare baap hote hain, naam hai Shahenshah,” – ‘Shahenshah’ (1988)

“Deviyon aur Sajjano” – ‘Kaun Banega Crorepati’ (2000-Present)


Share